Poetry 2.0
Bachpan ....... Kuch aaisa jo momb sa pighal gaya Kuch aaisa jo hathon se nikal gyaa Wo tha mera bachpan Aaisa,,, Aaisa,,log kahte hain Pr kya tum ye maante ho Wo kahte hain, wo kahte hain,,, Ki aaj main jimmedariyan to sambhal leta hun Aaj main paise to kama leta hu Aaj main apne pairo pr to khara hu Pr aaj unhone wo kho diya hai Jisko wo kabhi wapas doondh nhi sakte Or wo hai unka bachapan Aaisa,, Aaisa log kahte hain Wo bachpan jo Bablade ke upar ghumta tha, Jo noddy or bob the builer ke gaano pr jhoomta tha Wo bachpan jo bas khudi ki sunta tha Log kahte hain ki Wo kahi kho gyaa hai Log usse ab bas yaad krte hain or uske baare me baatein krte h,, khwaish krte hain ki wo bachpan wapas aa jaye Magar main ye manta hun , ki wo bachpan yahi hai Wo kahi piche nahi choota hai Usse bas khojne ki nahi ,,bulane ki jarurat hai Bachpan us ek extra pizza slice me hai Bachpan wo dost ke sath ki hui mastiyon me hai Bachpan class suspend hone ki kushi ...
Comments
Post a Comment